Aaj zid kar raha hai dil free download online






















Din to kattein rahe mere gamon ke samaaon mein…… raatein kaati hai meine ashko ki baharo mein….. Ae mere khuda kya taqdeer banayi hai tune meri…….

Ye haar jeet toe hain jeevan ke do pehlu Par aaj haara hoon pehli baar aur khud ko samajhaana hai, zara der lagegi. Rishtay jo pyar ke thay sabhi choot-tay gaye… Bandhan bhi saaray zabt ke phir toot-tay gaye…. Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs,. Mohabbaton nay kisi ki bhula rakha tha issey, Milley woh zakhm k phir yaad aa gaya aik shakhs,. Tumhara naam likh likh kar mittana bhool jata houn,,, Tumhain jab yaad karta hun bhulana bhoool jata houn,.

Bahot si aisi batain hain jo mery dil main rehti hain ,,,,,,,, Magar jub tum se milta houn sunnana bhool jata houn,,,,,,,. Tumharey baad ab har pal bari mushkil se katta hy,,,, Main aksar tum ko batana bhool jata houn,,,,. Main harr sham kehta houn k tum ko bhool jaoun ga,, Magar jab subah hoti hy to bhullana bhool jata houn,,,,,,,,,. Usay kehna, Agr milna nahi aasan, To Likh bhejay, wo kaisa hay? Bahut din se ye dil be-chain rehta hy, …Tabiat bhi machalti hy, Kabhi thokar jo lagti hay to maira zehn na-janay kiyun, Ausi ki simt jata hy, k aus ko bhi koi pathar, koi kanta laga na ho, Khudaya wo salamat ho, Usay kehna, Agr milna nahi aasan, To likh bhaijay wo kaisa hay.

Wo kya jaane ki rote-rote muskurana kya hota hai, Laakhon gam hote hain dil main phir bhi chehra muskura raha hota hai.. Is hansi pe na jaana e dost ye to dil main bhre gamo ka nasha hota hai, jo chehre se jhlakta hai aur aankhon se aanshu ban ker chhlak raha hota hai.

Agar mein bata don mein kia chahti hon Wafaon k badlay jafa to na do gay Aur mujh hi say daman chura to na lo gay. Waqt hume bhula chuka hai, Mukaddar bhi na bhula de. Hum pyaar isliye nahi karte, Ki kahin hume phir se koi na rula de. Aankhon mein aansu aa jaate hain, Phir bhi labo pe hansi rakhni padti hai. Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaron, Jisse karte hai usi se chupani parti hai.

Na janay q nahi laga mujay dar is zamanay say Suna hai pyar karnay walo ki aesi hi fitrat hay. Meray mehboob agar koi laga day mujh ko sooli bhi Meri mayyat bhi bolay gi mujhay tum say mohabbat hay. Shaad raha tha vo uski yadoon mein sadaa is kadar…. Subah ke ujjalo mein andhere talash karta tha…. Kuch ajeeb, zindagi se juda juda si thi saksheeyat uski….

Bhari bazm mein tanhaai talash karta tha. Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay aa jao. Jis mor pay hum ko chor gaye hum baithay ab tak soch rahay Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay aa jao. Har lamha teri furqat mein hum tarsay rahay Meri manoo tum is dil ko kuch pal behlanay aa jao. Zindagi Par Kitab Likhungi. Us me sare hisab likhungi. Or main us se judaie ka sabab apni kismat kharab likhungi.

Janun ko zabt sikha loon to phir chaley jana mein apna aap sanbhaa loon to phir chaley jana. Hai isi mein pyar ki aabroo Woh jafa kare main wafa karoon Jo wafa bhi kaam na aa sake To wohi kahen ke main kya karoon. Mujhe gham bhi unka azeez hai Ke unhi ki di hui cheez Yehi gham hai ab meri zindagi Ise kaise dil se juda karoon. Jo na ban sake main woh baat hoon Jo na khatm ho main woh raat hoon. Yeh likha hai mere naseeb mein Yoon hi shamma banke jala karoon.

Na kisiki dil ki hoon aarzoo Na kisi nazar ki hoon justujoo. Main woh phool hoon jo udaas ho Na bahaar aaye to kya karoon. Koi tumse puche kon hoon main Tum keh dena koi khaas nahi Ek dost hai kacha paka sa Ek jhoot hai aadha sacha sa Ek khuwab adhoora poora sa Ek phooL hai rookha sookha sa Ek sapna hai bin socha sa Ek apna hai an dekha sa Ek rishta hai an jana sa Haqiqat men afsana sa Kuch pagaL sa deewana sa Bas ek bahana achha sa Jeevan ka aisa sathi hai Jo door ho k bhi paas nhi Koi Tumse puche kon hoon main?

Tum keh dena koi khaas Nahi. Kahin Ka Nai Rehta. Us ne kaha Ye Udasi Q Ha? Tum jin ko daikhti rehti ho Wo khwaab sirhaanay rakhta hun. Main tum say milnay julnay k kitnay he bhanay rakhta hun. Main aisi Muhabbat karta hun. Tum kaisi Muhabbat karti ho. Kuch khwaab saja kar Aankh0n main Palko0n se M0ti chunta hun. Koi lams agar cho jaye to Main pehro0n tumko sochta hun. Main chashm-e-tasswor se aksar. Bus tumko daikhta rehta hun. Tm pass raho ya door raho Nazro0n me samaayi rehti ho. Main tumko takta rehta hun Main tumko s0chta rehta hun.

Tum kaisi Muhabbat karti ho? Udaas tehreer parh k meri, mere sanam muskra na dena. Ye aakhri khat Main likh raha hoon, Khayal karna Jala na dena.

Guzar rahi hai tumhari kaise, bichhar k hum se, rula k hum ko Haqeeqton ko zaroor likhna, anna ki khatir chhupa na dena. Koi jo pooche kidhar gaya wo, jo teri mehfil ka tha sahara Jo furqaton ka sabab banay thay, kisi bashar ko bata na dena. Main mar bhi jaon to muskrana, ehsas-e-ghum ki na chot khana. Jo qurb-e-ghum se nigahain bheegain to rukh se aanchal hata na dena.

Jo phaar bhi do to paas rakhna, hawa mein tukry ura na dena. Lo apna jahan dunia walo ham es dunia ko chor chalay Jo reshtay natay joray thay woh reshtay natay tor chalay. Kuch sukhh k sapnay dikh chalay Kuch dukh k sapnay jheel chalay Taqdeer ki undhi gardish ny jo khail khailay khail chalay.

Har cheez tumhari lota di ham laey k nahi kuch saath chalay Phir dosh na dina aey loogo ham dikh lo khali haath chalay. Ye raha akaili katti hey yaan saath na koi Yaar chalay Us paar na janay kia paein es paar tu sab kuch haar chalay.

Array Sahib Zara Rukye!! Kehna ghalt ghalt to chupana sahi sahi,. Qasid kaha jo us ne batana sahi sahi,. Ye subha subha chehre ki rangaat urri hui,. Kal raat tum kahan the batana sahi sahi,. Dil le k mera hath main kehte hain mujh se wo,. Kiya lo ge is ka daam, batana sahi sahi,. Aankhein milao ghair se, do hum ko jam-e-mey,. Saqi tumhain qasam hai pilana sahi sahi,.

Aye meh faroosh bheerr hai teri dukan pr,. Gahaq hain hum be-maal dikhana sahi sahi,. Kiya aap bhi hain us k batana sahi sahi? Jab dekh kr chala jaye meri Mayat, Phir tayari krna mujhe jaldi Dafnane ki, q k…. Jis ki jhankaar meN dil ka aaraam tha, woh teraa naam tha Mere hoNtoN pe raqsaaN jo ek naam tha, woh teraa naam tha. Mujh se mansoob thiN daastaanaiN kayi, Ek se ek nayee Khubsurat magar jo ek ilzaam tha, woh teraa naam tha.

Subh se shaam tak jo mere paas thi, woh teri aas thi Shaam tak jo kuchh lab E baam, woh teraa naam tha. Dost jitne the naa aashnaa ban gaye, paarsaa ban gaye Jo mere saath ruswa sar E aam tha, woh teraa naam tha. Gham ne taarikiyoN me uchhaalaa mujhe, maar daalaa mujhe Ek nayi chaaNdni ka jo paigham tha, woh teraa naam tha.

Chaley ayo, K tum bin hum udas hain, Yeh shaamain yeh sawerey udas hain, Dekho meri ankho main, Teri yaad k ansoo machaltey hain, Aur mera dil kerchi kerchi seeney main chubhta hai.

Chaley ayo K yeh rut phir nai aye ge yeh phool ek bar hi khiltay hain. Is sawan ki shaam ki bondain tum se kehti hain. Chaley ayo, Chaley ayo. Hume pane ki arzoo me karte the sajda ratbhar, Ajj unko humare haq me dua karne ki fursat nahi,. Shaid mujh say baat karnay ka bahana wo mit gaya, ya kuch bhool janay ki usay aadat nahi rahi. Aankhon mei meri dekh k wo aansoo khush hai, shaid usay meray dukh say ab idawat nahi rahi. Tum jub b lot kar Aana, Tu Aana shaam se pehle.

Haan Tu Hai — K. K Jannat 4. Maine Dil Se Kaha — K. K Rog 9. Soniye — K. K Heartless Dil Nashi — K. K Aashiq Banaya Aapne Beete Lamhe — K. K The Train Mat Aazma Re — K.

K Murder 3 Tujhe Sochta Hoon — K. K Jannat 2 Maahi — Toshi Sabri Raaz 2 Piya Aaye Na — K. K Aashiqui 2 3. Khamoshiyan — Arijit Singh Khamoshiyan 5. Abhi Abhi — K. K Jism 2 8. O Khuda — Amaal Malik Hero Tu Hai — A. Rahman Mahenjo Daro Zaalima — Arijit Singh Raees Darkhaast — Arijit Singh Shivaay Hoor — Atif Aslam Hindi Medium Kaun Tujhe — Palak Muchhal M.

Bolna — Arijit Singh Kapoor and Sons 2. Ishaara — Armaan Malik Force 2 3. Tay Hai — Ankit Tiwari Rustom 6. Aksar 2 Mithoon. Veer Sajid-Wajid. Ready Pritam. Housefull 2 Various Artists. Naan Rajavaga Pogiren G. Prakash Kumar. Aksar 2 - Jhankar Mithoon. Love - From Him Various Artists. The Love Album Various Artists. Love Maaloom Various Artists. Party All Night Various Artists.

My Valentine Various Artists. Disha Patani Actor. Urvashi Rautela Actor. Yami Gautam Actor. Sushant Singh Rajput Actor.



0コメント

  • 1000 / 1000